He prabhu anand data, gyan hamko dijiye
Shigra sare duru gunoko door hamase kijiye
He prabhu anand data
Lijiye hamko sharanmen, ham sada chari bane
Shanti chahak dharm rakshak, veera vrutadhari bane
He prabhu anand data
Ninda kabhibhi ham kisiki, bhul karabhi na kare
Satya bole juth tyage, mel aapasmen kare
He prabhu anand data
Premase ham guru janonki, nitya hi sewa kare
Divya jiwan ho hamara, tere yash gaya kare
He prabhu anand data